} -->

Thursday 31 October 2013

Mukhtasar baat ye hai k tere bina


Mukhtasar baat ye hai k tere 
bina..

zindagi ki samaj nahi aa rahi..!!

Itna Anmol Thy K Khareed Na saka


Itna Anmol Thy K Khareed Na saka
 KOi HUM Ko……
Hairaan Hoon K tere Hathon Bika 
TOu Bika Kaise…

Ab bohot dair ho chuki


Ab bohot dair ho  chuki

sahib. . . . ?

Mashwara chhoriye dua
 kijiye''

Meray dushman mere andar hi chupa hai


Meray dushman mere andar hi 
chupa hai''

Mujh ko khud apni taraf ''' teer 
chalany hon ge,,

Wednesday 30 October 2013

Barish sharab arsh hy ye soch kar


Barish sharab arsh hy ye soch kar

Barish k sab haroof ko ulta pi gia'

Khete thay aik pal na jeain ge


Khete thay aik pal na jeain ge
teray baghair''

Hum donon rhay gy hain wo 
wada nahi raha''

Khamosh rahay tanha beth yaad kar


Khamosh rahay tanha beth
yaad kar usay''

Tunay ishaq kia hy gunah
chota nahi mera,,

Mein apni zaat k hissay to nahi


Mein apni zaat k hissay to nahi
kar sakti''

Tujhay milon gi to mukamal agar
sanmhal sako''

Mein to toota hua patta hoon


Mein to toota hua patta hoon meri 
baat hi kya

Phool peroon mein masalte hain 
tere shehar k log....

Tum bula do mujhe tumhari himat hay


Tum bula do mujhe tumhari himat
hay''

Mujh se ye umeed zindagi bhar mat
kerna,,

Mera dard mera hi dard tha


Mera dard mera hi dard tha,

Bahut dard hua ye jan kar,,

Ab ham ko dhondnay ka takaluf


Ab ham ko dhondnay ka takaluf
na kejeay''

Ham kho ghay k ap ka ,.,  melna 
mahal hy'''

ishaq mein khawab ka khayal kesay


ishaq mein khawab ka khayal
kesy''

Na lagi Aankh jab s Aankh lagi,

Teri palkon pe rukna hy rat bhar


Teri palkon pe rukna hy rat bhar'

Mein to aik khawb hon subha ko
chala jaon ga..

Tumhari yad ki barsat jab barasti 
hy'

Mein toot jata hon kachay se 
jhonpray ki tara,,

Us k dil pe kia khob guzri ho gi



Us k dil pe kia khob guzri ,., ho gi'

jes ny aik maraz k naam Muhabbat
rakha''

Koi to aesi baat karo


Koi to aesi baat ,., karo''

Jes se lagy tum mery ho.,.

Har kesi k naam par nahi rukteen


Har aik k naam par nahi rukteen''

Dharknain bahut ba asol hoti hn''

Mutazer thay Enayat k


Mutazer thay teri Enayat k'

Kuch to kia chalo tabahi sahi''

Thek hy ishaq hy khata lekin


Thek hy ishaq hy khata lekin''

kia khata darguzar nhi hoti,,,

uski nazron ka khumaar Uff


uski nazron ka khumaar..Uff !!!
Toba''

Yaqeen karo…dil na dete tu jaan 
chali jati,

Chale jayenge anqareeb tujhe chor kar


Chale jayenge anqareeb tujhe chor kar,


Qadar kya hoti hai, tujhe waqt khud 
sikha dega..

Tuesday 29 October 2013

Teri taaseer ajab hai


Teri taaseer ajab hai'' k tery baary 
Main sochta hun to koi zakham 
sa bhar jata hai,,,

Main apni hasti se azaad ho gia hon


Main apni hasti se azaad ho gia
hon.,.

Ksi bewafa ko zarorat ho tu muj
se khel skta hy..

kon sambhaly ga ab mujhy


Kia ho ga.??
kon sambhaly ga ab mujhy,,

Sab kuch mera hua. . . 
Par Haayeeee wo shakhs''

Monday 28 October 2013

Bas itna jan paya hon


Bas itna jan paya''' hon''

Muhabbat maar deti hay..

Sunday 27 October 2013

Sasta sa Bta do Koi ilaj is ishq ka


Sasta sa Bta do Koi ilaj is ishq ka.

Ik Ghareeb Ishq kar betha hy wo 
bhi aaj k daur main...!!

Hum ny to es jaha'n mein dekh leay


Hum ny to es jaha'n mein dekh leay 
jahanum k azab shaker''

Log khetay hain muhabbat janat ki 
manind hy''

Zulekha k ishq ne yeh raaz khola hy


Zulekha k ishq ne yeh raaz khola hy

sanam haseen ho to neeyat badal he 
jati hy''

soo bar kaha mein ne inkar hay


soo bar kaha mein ne inkar hay 
ulfat se''

har bar sada ai tu dil se nahi kheta,

Tum jes Aadaey khud serri pe


Tum jes Aadaey khud serri pe
ho maghror,,

Nasab'e ishaq mein wo zulam 
ki had hay..

Aataey yar bhi bhala thukrata hay koi


Aataey yar bhi bhala thukrata 
hay koi,,

TERI TARHA TERA SATAM 

BHI SAR AANKHON PAR..

suna hay ishaq kar bethay ho


Do din ki khushi umar bhar ka rog


Do din ki khushi umar bhar ka
rog''

Wah ray Muhabbat teri ' ' ' sud 
khoriyan,,

Be qarari meri dekh li hay


Be qarari meri dekh li hay to ab mera 
zabat bhi dekhna'

itna khamosh rahain gy k ro paro gy
tum''

Nahi hai Hosla muj mein tumhein


Nahi hai Hosla muj mein tumhein 
khony ka'

Ye duniya mujhy kho day gi agar tum
kho gay mujh se''

Lo tamam hua qisa'e ishaq


Lo tamam hua qisa'e ishaq''

Tadfeen baroz keyamat ho gi'

Muhabbat jeet hoti hay


Muhabbat jeet hoti hay''

Magar ye haar jati hai,,

Meray dil ki dhelez pe kabhi tum aao


Meray dil ki dhelez pe kabhi tum aao

To tum samajh lety k tanhai ki azheat

se mujhe maut kion asaan lagi''

Tery kheyal mein duob kar


Tery kheyal mein doub kar''

aksar achi lagti hay tanhai''

Aik hi jalway mein hua kaam tamam


Aik hi jalway mein hua kaam tamam

Dil bara mard ''''  bana pherta tha....

Saturday 26 October 2013

Log shamil thay aur bhi lekin


Log shamil thay aur bhi lekin''

Dil teri kosheshon se tuta hay''

Us ki chahat k do lamhay jan lewa thay


Us ki chahat k  wo do lamhay jan lewa thay'

phela Muhabbat ka iqrar dosra Muhabbat
ka inqar''

Shoq se toro diL Mera


Shoq se   Toro diL '''   Mera..

Apna hi ghar barbad karo gay'

Yad atay kabhi tumhain ham bhi


Yad atay kabhi tumhain ham bhi'

Ham bhi ay kaas aik waqia hoty''

Dil me reh kar dil dukhaty ho


Dil me reh kar dil dukhaty ho''

Apna maqaan dekho or apna 
kaam dekho''

Akelay chalnay lagay ho


Akelay chalnay lagay ho'''

Kitnay sambhal gay ho''

Wednesday 23 October 2013

Mazrat Chahta Hun Ae Dil


Mazrat Chahta Hun Ae Dil

Tuje Us Ke Hawale Kiya, Jise 

Teei Qadar Nahin...!

Jee Tou Chahta Hai Kabhi Aag Laga Kar





Jee Tou Chahta Hai Kabhi Aag Laga Kar 
Dil Ko,

Phir Kahin Duur Kharay Ho Kar Tamasha Dekhun....

Kitna Kamzor kiya IshQ ny Tery mujhko



Kitna Kamzor kiya IshQ ny Tery mujhko..


Nabz chalti ha to dukhti ha meri kalaayi...
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...