} -->

Tuesday, 21 January 2014

Jaan Se Maar De Mujhko

                          

Jaan Se Maar De Mujhko Lekin..

Chor Janay Ka Mujh Par Zulm Na 
Kar...!!!

Tazeyat or Afsoos k siwa kuch na


Tazeyat or Afsoos k siwa kuch na 
kar sakey..

Tum se bichar kar zindagi itni be 
bas lagii..

Saturday, 18 January 2014

Main bhi buht ajeeb hoon


Main bhi buht ajeeb hoon, itna 
ajeeb hoon k bas…
khud ko tabah kar liyaa, Aur malaal 
bhi nahin…

Jism ki baat nahi thi unke dil tak


Jism ki baat nahi thi unke dil tak 
jana tha..
lambi duri tai karne me waqt to 
lagta hai..

Faqat itna kaha tha na humen tum


Faqat itna kaha tha na humen tum 
se mohabat hai.


Humari jaan lo ge kya zara si baat k
pichhe...!

Thursday, 12 December 2013

Mere seenay se zara kaan lga kar dekho


Mere seenay se zara kaan lga kar 
dekho,,

Sans chalti hy k zanjeer zani hoti

hy,,

Monday, 25 November 2013

Aazeeat Musebat malamat balaein


Aazeeat Musebat malamat balaein'''

Teray ishq me hum ne kia kia na 
dekha...

Jes ko chahain khareed leti hain


Jes ko chahain khareed leti hain..

US ki Aankhain bala ki tajer hain..

Meray meaar ko samjnay k leay itna hi kafi hy


Meray meaar ko samjnay k leay itna 
hi kafi hy...

Me us ka hargiz nahi hota jo har kisi
ka ho jay''''

Wafa aur tum khyal acha hy



Wafadar aur tum khyal acha hy

Be wafa  aur hum Elzaam acha 
hy...///

Mosalsal gham uthany se ye saza bhetar he


Mosalsal gham uthany se ye saza 

bhetar he agr mano . . .?

Kanara karnay walon se kanara 
kar  lia jay..

Usay wo sab sawal atay hain


Usay wo sab sawal atay hain''

Mujy jo lajawab karty hain....

Aa jao gay halat ki zad par ksi din


Aa jao gay halat ki zad par ksi 
din..

Ho jay ga malum khuda kia hy,,,

Jes k baghair sham guzri na thi


Jes k baghair sham guzri na thi 
kabi...

us ka baghair Aj Eid guzar gai....

Bhul geay ho to bta do muj ko


Bhul geay ho to bta do muj ko;

Muj me marne ki himmat Aa gai
Hai,,

Munasib samjo to seraf itna bta do


Munasib samjo to siraf itna bta do'

Dil be chain hai kahein tum udas to
nahi,,,

Sunday, 24 November 2013

sabar karo ishq mar jay ga


Sabar rakho ishq mar hi jay ga, 

kaya suna nahi. . . . ? 


kullu nafsin zaaiqa_tul_maut. .!

Wo hein k jany ko kharay hain


Wo hein k jany ko kharay hain'

Aur dil hay k betha ja rha hy,,,


Dil lagany se bhetar tha



Dil lagany se bhetar tha..

Aag laga deta es diL ko..

Friday, 22 November 2013

Tumhara sath tasalsul se chaheay muj ko


Tumhara sath tasalsul se chaheay
muj ko..

Thakan zamanon ki lamhon me

kab utarti hy'''

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...