} -->

Thursday, 12 December 2013

Mere seenay se zara kaan lga kar dekho


Mere seenay se zara kaan lga kar 
dekho,,

Sans chalti hy k zanjeer zani hoti

hy,,

Monday, 25 November 2013

Aazeeat Musebat malamat balaein


Aazeeat Musebat malamat balaein'''

Teray ishq me hum ne kia kia na 
dekha...

Jes ko chahain khareed leti hain


Jes ko chahain khareed leti hain..

US ki Aankhain bala ki tajer hain..

Meray meaar ko samjnay k leay itna hi kafi hy


Meray meaar ko samjnay k leay itna 
hi kafi hy...

Me us ka hargiz nahi hota jo har kisi
ka ho jay''''

Wafa aur tum khyal acha hy



Wafadar aur tum khyal acha hy

Be wafa  aur hum Elzaam acha 
hy...///

Mosalsal gham uthany se ye saza bhetar he


Mosalsal gham uthany se ye saza 

bhetar he agr mano . . .?

Kanara karnay walon se kanara 
kar  lia jay..

Usay wo sab sawal atay hain


Usay wo sab sawal atay hain''

Mujy jo lajawab karty hain....

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...