} -->

Monday 25 November 2013

Aazeeat Musebat malamat balaein


Aazeeat Musebat malamat balaein'''

Teray ishq me hum ne kia kia na 
dekha...

Jes ko chahain khareed leti hain


Jes ko chahain khareed leti hain..

US ki Aankhain bala ki tajer hain..

Meray meaar ko samjnay k leay itna hi kafi hy


Meray meaar ko samjnay k leay itna 
hi kafi hy...

Me us ka hargiz nahi hota jo har kisi
ka ho jay''''

Wafa aur tum khyal acha hy



Wafadar aur tum khyal acha hy

Be wafa  aur hum Elzaam acha 
hy...///

Mosalsal gham uthany se ye saza bhetar he


Mosalsal gham uthany se ye saza 

bhetar he agr mano . . .?

Kanara karnay walon se kanara 
kar  lia jay..

Usay wo sab sawal atay hain


Usay wo sab sawal atay hain''

Mujy jo lajawab karty hain....

Aa jao gay halat ki zad par ksi din


Aa jao gay halat ki zad par ksi 
din..

Ho jay ga malum khuda kia hy,,,

Jes k baghair sham guzri na thi


Jes k baghair sham guzri na thi 
kabi...

us ka baghair Aj Eid guzar gai....

Bhul geay ho to bta do muj ko


Bhul geay ho to bta do muj ko;

Muj me marne ki himmat Aa gai
Hai,,

Munasib samjo to seraf itna bta do


Munasib samjo to siraf itna bta do'

Dil be chain hai kahein tum udas to
nahi,,,

Sunday 24 November 2013

sabar karo ishq mar jay ga


Sabar rakho ishq mar hi jay ga, 

kaya suna nahi. . . . ? 


kullu nafsin zaaiqa_tul_maut. .!

Wo hein k jany ko kharay hain


Wo hein k jany ko kharay hain'

Aur dil hay k betha ja rha hy,,,


Dil lagany se bhetar tha



Dil lagany se bhetar tha..

Aag laga deta es diL ko..

Friday 22 November 2013

Tumhara sath tasalsul se chaheay muj ko


Tumhara sath tasalsul se chaheay
muj ko..

Thakan zamanon ki lamhon me

kab utarti hy'''

Bechar kar muj se ajeeb lagta hy..


Bechar kar muj se ajeeb lagta hy..

Mujy wo meri tarha bad naseeb

lagta hy,,,

Thursday 21 November 2013

Dastoor hai duniya ka magar yeh to batao


Dastoor hai duniya ka magar yeh 
to batao,

Hum kis se milain kis se kahen Eid 
mubarak...?

Tuesday 19 November 2013

Bahut thy hamary bhi es duniya me apny


Bahut thy hamary bhi es duniya 
me apny..

Pher ishq hua aur hum lawaris ho
gey...

Monday 11 November 2013


Afsos to ye hai k tu kam'sin bhi 
nahi  hai.. 

Fhir kiyon tere hathon mein khilono  
ki tarah hon''' 


Dil k gham khared Leta hon' 

Bas ye hi hy Rozgar apna'''',

Thursday 7 November 2013

Talab Maut ki karna gunah Kabera hy


Talab Maut ki karna gunah
Kabera hy''

Marnay ka shauq hy to Aao
Tumhain ishq ki taleem don..

Hum to jeenay chaly hain yaro


Hum to jeenay chaly hain yaro..

bhaar main jaye ye Muhabbat..

Aik fard'E qalander nay Ajeeb


Aik fard'E qalander nay Ajeeb
bat kahi thi''

AY shaks Teray yar wafadar
na hongy,,

ishq karty ho na


ishq karty ho na. . .?

Dekhna umar daraz pao gy,,

Monday 4 November 2013

Mein Aam Sa Hamesha


Mein Aam Sa Hamesha. . .

Tu Khas Sa MusalsaL. . . . 

Tera Rutba Bahut Buland Sahi


" Tera Rutba Bahut Buland Sahi.....!!!

" Daikh..!! Hum Bhe Khuda'a K Banday Hain.....!!!

Mohabbat me hi milte hein shikayat


Mohabbat me hi milte hein shikayat 
ke maze peham,

Mohabbat jtni bharti hy Shikayat hoti
jati hay..

LOg khety hain k Eis ai hy


LOg khety hain k Eis ai hy,,,

AP aa jain k yaqeen Aaey'''''

Beshumar daleelon se bhetar tha


Beshumar daleelon se bhetar
tha,,

AY Kash tum bewafa hotay,,

Andaz apna dekhty hain aaine me wo


Andaz apna dekhty hain
aaine me wo..

Zulfain sanwar k kabi zulfain
bakhair k,,

ME to tuta hua patta hon


ME to tuta hua patta hon
Meri baat hi kia,,

Phul pairon main masalty hain 
tery shehar k loog,,

Jab Ghariyan Tik Tik Chalti hein


Jab Ghariyan Tik Tik Chalti hein...
.
.

Sab Sotay hain!!:-(
Hum Rotay hain ...

Batain to bahut karty ho ishq' o khalus ki

Batain to bahut karty ho ishq' o
khalus ki,,

Kabi apny dil me bhi to dekho hum
hain ya nahi..

Jagty azab rat guzri


Jagty azab rat '''  guzri,,

Aur mujy ishq pe yaqeen
a gia,,

kheyal tera hai sans jesa


kheyal tera hai sans jesa''

jo ye na aye to mar na jaon,

Dushmanon se Muhabbat Hone Lagi Mujh ko


Dushmanon se Muhabbat Hone Lagi 
Mujh ko,, 

Jese jese Apnon Ko Aazmaata chaly gy,

Aik ronay se mil jaye to khuda ki kassam


Aik ronay se mil jaye to khuda
ki kassam''

Es dharti pe sawan ki barsat lga
don;;

Tumhain bhulain gy aur wo bhi hum


Tumhain bhulain gy aur wo bhi
hum''

Ajeeb bhul hy wesay tumhari'''

Tum apney khayal’on ko mujhey sonp ker


Tum apney khayal’on ko mujhey 
sonp ker dekho..

Har shaks amanat mein khayanat 
nahi’n karta!

Humein Surat Se Kya Matlab


Humein Surat Se Kya Matlab, Hum 
Seerat Pey Martey Hain

Usey Kehna Tumhara Husn Jab Dhal 
Jaye To Loat Aana..,

Muhabbat kam nahi karna


                    Muhabbat kam nahi karna''

                         ,,koi bhi rog de dena,,

Ye Jumla Rasmi Sahi Magar Tum


Ye Jumla Rasmi Sahi Magar Tum,.

Kbhi To Pocho K Haal Kesa Hy..?? 

Hadsay bhi Shaoor rakhtay hain


Hadsay bhi Shaoor rakhtay hain..

Dhond letay hain gham k MaaroN ko.!


Kuch yoOn Hua k Jab bhi ZaroOrat pari Mujhe


Kuch yoOn Hua k Jab bhi ZaroOrat 
pari Mujhe.-
Har Shakhs ittefaaQ sE Masrof hO 
gaya,,,,,,,

Mene dekhay huy hain wo lamhay


Mene dekhay huy hain wo lamhay
Khamoshi jab kalam karti hay,,,,,,

Shikwa Hay Meri Chup Sey Aaj Unhee Ko


           Shikwa Hay Meri Chup Sey Aaj 
                               Unhee Ko

         Jo Log Meri Baton Sey Bezar Bohat 
                                    Thay,,

Koi ek shaks to yun milay


Koi ek shaks to yun milay 

k wo milay to sakoun milay 

Zindagi kb ki khamosh ho gai h


Zindagi kb ki khamosh ho gai,,

Dil to bs adatan ''',dharakta hy...

Aur Zamanat Wafa Ki Kya Ho Gi


Aur Zamanat Wafa Ki Kya Ho Gi, ,

Tum Meri Sans Girvi Rakh Lo Na,,

Bechar chala hy to meri dua bhi leta ja


Bechar chala hy to meri dua bhi 
leta ja''

Wahan mujy paey jahn jahn jaey

Maazrat Chahta Hoon Aye Dil


Maazrat Chahta Hoon Aye Dil''

Tujhay Uss K Hawalay Kiya, 
Jissy Teri Qadar Nahin.....!


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...